Suraiyya Song Lyrics – Thugs of Hindostan – Ajay-Atul

Suraiyya Song Lyrics from Thugs of Hindostan movie. Music composed by Ajay-Atul, while lyrics penned by Amitabh Bhattacharya and Sung by Shreya Ghoshal and Vishal Dadlani. Starring Amitabh Bachchan, Aamir Khan, Katrina Kaif and Fatima Sana Shaikh.
Movie: Thugs Of Hindostan
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Singer(s): Shreya Ghoshal, Vishal Dadlani
Music on: YRF Music
 

Suraiyya Song Lyrics

Tu hain sautan mem ki
Pathshala prem ki
Hum angutha chhap
Intehaan legi kya ?
Tu hain sautan mem ki
Pathshala prem ki
Hum angutha chhap
Intehaan legi kya ?
Dhadkano ki chaal pe
Ishq hain har taal pe
Le chuki ya laap
Uss pe naam legi kya ?
Suraiyya Jaan legi kya
Suraiyya Jaan legi kya
Suraiyya bas kar
Bas kar yaar Suraiyya
Jaan legi kya ?
Suraiyya Jaan meri Jaan
Meri jaan legi kya ?
Suraiyya Jaan legi kya
Haaye..!!
Ghar Suraiyya Jaan ke
Sir jhuka ke aaye ho
De chuki hain darshan
Ab parsaad degi kya
Ghar Suraiyya Jaan ke
Sir jhuka ke aaye ho
De chuki hain darshan
Ab parsaad degi kya
Sabka dil behla chuki
Thumriyan bhi gaa chuki
Baandh ke ab saath mein
Aulaad degi kya ?
Suraiyya jaan degi kya
Suraiyya jaan degi kya ?
Suraiyya bas kar
Bas kar yaar Suraiyya
Jaan legi kya ?
Suraiyya Jaan meri Jaan
Meri jaan legi kya ?
Nahi toh jaan degi kya..!!
Meri nazron mein
Sab ek hain
Meri nazron mein
Sab ek hain
Kya karnal, kya sipahiya
Sab ke dil mein
Khushfehmi hain
Wo hi Hain mera saiyaan
Do pal ki Gustaakhi ko
Haste haste de di hain
Mohabbat ka darja Suraiyaa
Arre, Aree, Aree..
Kal ko upar jaana hain
Jaa ke muh dikhana hain
Thoda toh sudhar ja Suraiyaa
Aree bas bhi kar Suraiyaa
Rab se darr Suraiyaa
Hain dil tera ya bandha Suraiyaa
Saare jaidad aur mehkamein
Likh diye inhone tere hakk mein
In thago se, in thago se
In thago se ab tu Hindostan legi kya ?
Suraiyaa Jaan legi Haan..!!

MANZOOR E KHUDA Lyrics – Thugs of Hindostan – Ajay-Atul

Manzoor E Khuda Lyrics from Thugs of Hindostan movie. Music composed by Ajay-Atul, while lyrics penned by Amitabh Bhattacharya and Sung by Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan and Sukhwinder Singh. Starring Amitabh Bachchan, Aamir Khan, Katrina Kaif and Fatima Sana Shaikh.
Movie: Thugs Of Hindostan
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Singer(s): Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh
Music on: YRF Music

Manzoor E Khuda Song Lyrics

Baba lauta de mohe
Gudiya mori
Angna ka jhulna bhi
Imli ki daar wali
Muniya mori
Chaandi ka paijna bhi
Ek haath mein chingariya
Ek haath mein saaj hain
Hasne ki hain aadat humein
Har gham pe bhi naaz hain
Aaj apne tamashein pe
Mehfil ko kar ke rahenge fida
Jab talak na kare
Jism se jaan hogi nahi yeh juda
Manjoor-e-khuda
Manjoor-e-khuda
Anjaam hoga hamara
Jo hain Manjoor-e-khuda
Manjoor-e-khuda
Manjoor-e-khuda
Toote sitaro se
Roshan hua hain Noor-e-khuda
Chaar din ki ghulami
Jism ki hain salami
Rooh toh muddaton se aajad hain
Ho, hum nahin hain yahan ke
Rahne wale Jahan ke
Wo sehar aasmaan mein aabad hain
Ho Khilte hi ujadna hain
Milte hi bichadna hain
Apni toh kahani hain yeh
Kagaj ke sikarein bhi
Dariya se guzarna hain
Aisi zindgani hain yeh
Zindgani ka humpe
Jo hain karj
Kar ke rahenge ada
Jab talak na kare
Jism se jaan hogi nahi yeh juda
Manjoor-e-khuda
Manjoor-e-khuda
Anjaam hoga hamara
Jo hain Manjoor-e-khuda
Manjoor-e-khuda
Manjoor-e-khuda
Toote sitaro se
Roshan hua hain Noor-e-khuda
Baba lauta de mohe
Gudiya mori
Angna ka jhulna bhi
Imli ki daar wali
Muniya mori

मर्द मराठा रे Mard Maratha Lyrics – Panipat | Ajay-Atul

Mard Maratha Lyrics from the movie Panipat by Ashutosh Gowariker. Starring Sanjay Dutt, Arjun Kapoor and Kriti Sanon.

Movie: Panipat | पानीपत
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Javed Akhtar
Singer(s): Kunal Ganjawala, Priyanka Barve, Sudesh Bhosle, Ajay-Atul and Swapnil Bandodkar and Padmanabh Gaikwad
Music on: Zee Music

Mard Maratha Lyrics in Hindi

बोल उठा ये जग सारा
जय मर्द मराठा रे!

Mard Maratha Song Lyrics in English

Hey, bole dharti jaikara
Gagan hai saara goonja re
Jag mein lehraya nyaara
Dhwaj hai humara ooncha re

Hum woh yodha woh nidarr
Hum jo bhi disha mein jaayein
Saare path charan chhuve aur
Parbat sheesh navaaye
Raaste se hat jaaye nadiya ho ke hawayein

Hum hai jiyaale jeetne ko hum rann mein utarte hain
Hum sooraj hain ant hum hi raaton ka karte hain
Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re

Jo rakt hai tann mein behta
Woh humse hai ye kehta
Sanmaan ke badle jaan bhi de
Toh nahi hai ghaata re

Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re
Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re

Veerta humne boyi aur ye phal paaya
Door tak ab hai phaili apni hi chhaya

O…
Jeevan jo rannbhoomi mein karta hai tandav
Aaj usi ne hai vijay ka nagaada bajaaya
Apni hai jo gaatha, ab hai samay sunaata
Sab ko hai ye bataata kaise sukh humne baata re

Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re
Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re

Sach ke sipahi albele raahi
Kya jante ho tum
Jab tum nahi thhe hum kab yahin the
Hum bhi the jaise ghum
Tum dhyaan mein the tum praan mein thhe
Jaise janam janam
Jab teer tumpe barse toh
Jaise ghayal huve the hum

Oh.. dekho toh mujhse keh ke
Main jaan de doon tumpe
Kya tum ye nahin jaante
Duvidha ke aage jab naari jaage
Himmat se kaam le
Choodi utaar kangan utaar talwar thaam le

Maine li aaj shapath hai
Veeron ka path hai mera re
Lakshya apna jo banaa loon
Wahin daalun dera re

Hum woh yodha woh nidarr
Hum jo bhi disha mein jaayein
Saare path charan chhuve aur
Parbat sheesh navaaye
Raaste se hat jaaye nadiya ho ke hawayein

Hum hain jiyale jeetne ko hum rann mein utarte hain
Hum sooraj hain ant hum hi raaton ka karte hain
Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re

Jo rakt hai tann mein behta
Woh humse hai ye kehta
Sanmaan ke badle jaan bhi de
Toh nahi hai ghaata re

Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re
Yug yug ki zanjeeron ko humne hi kaata re
Bol utha ye jag saara jai mard Maratha re

 

Listen Song on Gaana.com

https://gaana.com/song/mard-maratha-2

Starcast:
Arjun Kapoor, Mohnish Bahl, Padmini Kolhapure, Kriti Sanon, Ravindra Mahajani, Gashmeer Mahajani, Paresh Shukla, Dnyanesh Wadekar, Milind Gunaji, Sahil Salathia, Krutika Deo, Vinita Mahesh, Abhishek Nigam, Krutika Deo, Kashyap Parulekar, Nawab Shah, Mahesh Mashalkar

मेरे नाम तू Tab Tak Mere Naam Tu Lyrics – ZERO – Ajay Atul – SRK

Presenting the Tab tak mere naam tu lyrics from ZERO. Mere naam tu song lyrics by Irshad Kamil, Composed by Ajay-Atul and sung by Abhay Jodhapurkar. Starring Shah Rukh Khan, Anushka Sharma and Katrina Kaif.
Movie: Zero (2018)
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Irshad Kamil
Singer: Abhay Jodhapurkar
Music Label: T-Series

Tab Tak Mere Naam Tu Lyrics

Wo rang bhi kya rang hai
Milta na jo tere honth ke rang se hoobahu
Wo khushboo kya khushboo
Thehre na jo teri saanwli zulf ke roobaru
Tere aage ye duniya hai pheeki si
Mere bin tu na hogi kisi ki bhi
Ab ye zaahir sare-aam hai, ailaan hai
Jab tak jahaan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Uljhan bhi hoon teri
Uljhan ka hal bhi hoon main
Thora sa ziddi hoon
Thora paagal bhi hoon main
Barkha bijlee, baadal, jhoothe
Jhoothi phoolon ki saugaatein
Sachchi tu hai, sachcha main hoon
Sachchi apne dil ki baatein
Daskhat haathon se haathon pe karde tu
Na kar aankhon pe palkon ke parde tu
Kya ye itna baraa kaam hai, ailaan hai…
Jab tak jahaan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Mere hi ghere mein ghoomegi har pal tu aise
Sooraj ke ghere mein rahti hai dharti jaise
Paayegi tu khud ko na mujhse judaa
Tu hai mera aadha sa hissa sadaa

close